Aakhiyoon Mein Aakhiya Daal Ke Lyrics - Anuradha Paudwal, Nitin Mukesh Chand Mathur

Aakhiyoon Mein Aakhiya Daal Ke lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Nitin Mukesh Chand Mathur from Dil Mera Dhadkan Teri (2002). The music of Aakhiyoon Mein Aakhiya Daal Ke Love track is composed by Vaishnav Deva while the lyrics are penned by Arun Bhairav.

Aakhiyoon mein aakhiya daal ke
Beri le gayi dil nikal ke
Aakhiyoon mein aakhiya daal ke
Beri le gayi dil nikal ke
Sun sajani be sun sajani
Sun sajani be sun sajani
Isse rakhana zara sambhal ke
Nahi tho hum mar jayenge
Kuchh kar jayenge
Nahi tho hum mar jayenge
Kuchh kar jayenge

bharatlyrics.com

Aakhiyoon mein aakhiya daal ke
Beri le gaya dil nikal ke
Aakhiyoon mein aakhiya daal ke
Beri le gaya dil nikal ke
Sun sajana be sun sajana
Sun sajana be sun sajana
Isse rakhana zara sambhal ke
Nahi tho hum mar jayenge
Kuchh kar jayenge
Nahi tho hum mar jayenge
Kuchh kar jayenge

Sun sun kehathi hai mast pawan
Bajane de payr ki dhun
Chhun chhun karathi payaliya
Kehathi hai mujhe bass chun
Sun sun kehathi hai mast
Pawan bajane de payr ki dhun
Chhun chhun karathi payaliya
Kehathi hai mujhe bass chun
Ab tujhse hai mohabaat karana
Tere sath jina marana
Oh sun sajana ve sun sajana
Sun sajana ve sun sajana
Hum panchi hai ek daal ke
Aakhiyoon mein aakhiya daal ke
Beri le gayi dil nikal ke
Aakhiyoon mein aakhiya daal ke
Beri le gayi dil nikal ke

Sun sun sajana pyar me hai
Ab pagal mera mann
Sajani re sajani pyar tho hai
Ek mitti si uljhan
Sun sun sajana pyar me hai
Ab pagal mera mann
Sajani re sajani pyar tho hai
Ek mitti si uljhan
Mann chahe tujhi mein hai khona
Tujhe pake tera he hona
Sun sun sajani be sun sajani
Sun sun sajani be sun sajani
Hum panchi hai ek daal ke
Aakhiyoon mein aakhiya daal ke
Beri lega ya dil nikal ke

Aakhiyoon mein aakhiya daal ke
Beri le gayi dil nikal ke
Sun sajana ve sun sajana
Sun sajani ve sun sajani
Isse rakhana be sambhal ke
Nahi tho hum marr jayenge
Kuchh kar jayenge
Nahi tho hum marr jayenge
Kuchh kar jayenge
Aakhiyoon mein aakhiya daal ke
Beri le gaya dil nikal ke
Aakhiyoon mein aakhiya daal ke
Beri le gayi dil nikal ke.

Aakhiyoon Mein Aakhiya Daal Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download