Dil Ka To Kya Haal Hai Lyrics - Anuradha Paudwal, Nitin Mukesh Chand Mathur

Dil Ka To Kya Haal Hai lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Nitin Mukesh Chand Mathur from Dil Mera Dhadkan Teri (2002). Dil Ka To Kya Haal Hai Love soundtrack was composed by Vaishnav Deva with lyrics written by Arun Bhairav.

Kaise samjaye tujhe sun mitawa
Kaise samjaye tujhe sun mitawa
Dil ka to kya haal hai
O kar diya be haal hai
Tuhi itu najar aaye charoon disha
Tuhi itu najar aaye charoon disha
Dil ka to kya haal hai
Haaye kar diya be haal hai

Pehali mohabbat ka ye
Pyarasa ehsaas hai
Tu jo mere pass hai to
Sara jahan pass hai
Pehali mohabbat ka ye
Pyraasa ehsaas hai
Tu jo mere pass hai to
Sara jahan pass hai
Man mein tuhe tan me tuhi hai
Dil ki har dhadkan mein tuhi hai
Kar diya behaal hai
Kaise samjaye tujhe sun mitawa
Kaise samjaye tujhe sun mitawa
Dil ka to kya haal hai
O kar diya behaal hai
Dil ka to kya haal hai
O kar diya be haal hai

bharatlyrics.com

Aao banale hum tum
Pyar ka aisa jahaan
Khushiyan hi khushiyan jahan ho
Na ho gumon ke nishan

Aao banale hum tum
Pyar ka aisa jahaan
Khushiyan hi khushiyan jahan ho
Na ho gumon ke nishan

Saans mein tu har aas me tu hai
Jivan ki har pays mein tu
Haay kar diya behaal hai
Tuhi tu najar aaye charoon disha
Tuhi tu najar aaye charoon disha
Dil kato kya haal hai
Haaye kar diya behaal hai
Kaise samjaye tujhe sun mitawa
Kaise samjaye tujhe sun mitawa
Dil ka to kya haal
Haay kar diya be haal hai
Dil ka to kya haal hai
O kar diya be haal hai.

Dil Ka To Kya Haal Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download