Aandhi Aaye Ki Toofan Lyrics - Mahendra Kapoor

Aandhi Aaye Ki Toofan lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor from Saat Hindustani (1969). The music of Aandhi Aaye Ki Toofan Motivational track is composed by J.P. Kaushik while the lyrics are penned by Kaifi Azmi.

Aandhi aaya ke toofan koi gum nahi
Hai yahi aakhiri imtihan sathiyo
Imtihan sathiyo

bharatlyrics.com

Yu badho jaise lahrake dhara badhe
Thokre khaye to dil hamara badhe
Is tarah toofan jam ke rakhe kadam
Ke kadam chumne ko kinara badhe
Badh ke manzil ka
Sukh chain ban jayengi
Badh ke manzil ka
Sukh chain ban jayengi
Rashto ki ye kathinaiya
Sathiyo sathiyo sathiyo

Ajnabi mod kato bhari rahgujar
Jal nafrat ke faile hai dekho jidhar
Chup rahoge to badh jayengi duriya
Bat karne se aasan hoga safar
Jis juba mein sunao sunao magar
Jis juba mein sunao sunao magar
Aaj tum pyar ki dasta
Sathiyo sathiyo sathiyo

Us mubarak se hum pyar karte nahi
Thandi lasho ka vyopar karte nahi
Jiska jo bhi watan hai mubarak use
Hum kabhi sarhade par karte nahi
Hai ye dharti hamari to lahrayenge
Hai ye dharti hamari to lahrayenge
Apni dharti pe apna nishan
Sathiyo sathiyo sathiyo.

Aandhi Aaye Ki Toofan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download