Aankh Milaye Na Lyrics - Mohammed Rafi

Aankh Milaye Na lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Milan Ki Raat (1967). Aankh Milaye Na Romantic soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Aankh milaye na
Muskuraye na
Aankh milaye na
Muskuraye na
Mera yaar bada sharmila
Mera yaar bada sharmila
Door bhi jaaye na
Paas bhi aaye na
Door bhi jaaye na
Paas bhi aaye na
Kyu ke pyar bada sharmila
Mera yaar bada sharmila

Zulfon se ghughat ka kam le
Aisa ka kya koyi naam le
Zulfon se ghughat ka kam le
Aisa ka kya koyi naam le
Nind churaye na
Chain udhaye na
Nind churaye na
Chain udhaye na
Hai dildar bada sharmila
Mera yaar bada sharmila

Har gham ki koi dava hai
Darde dil to chiz kya hai haye
Har gham ki koi dava hai
Darde dil to chiz kya hai
Roz bataye na
Jaan bachaye na
Roz bataye na
Jaan bachaye na
Hai dildar bada sharmila
Mera yaar bada sharmila

bharatlyrics.com

Honto pe inkaar sa hai
Nazaro mein ikraar sa hai
Haye honto pe inkar sa hai
Nazaro mein ikrar sa hai
Saaf bataye na
Saaf chhupaye na
Saaf bataye na
Saaf chhupaye na
Hai izhaar bada sharmila
Mera yaar bada sharmila
Aankh milaye na
Muskuraye na
Aankh milaye na
Muskuraye na
Mera yaar bada sharmila
Mera yaar bada sharmila.

Aankh Milaye Na Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download