Aankh Se Door Na Ho Lyrics - Nina Mehta

Aankh Se Door Na Ho lyrics, the song is sung by Nina Mehta from Naghmagar (1983). Aankh Se Door Na Ho Ghazal soundtrack was composed by Rajendra Mehta with lyrics written by Ahmad Faraz.

Aankh se door na ho dil se utar jayega
Aankh se door na ho dil se utar jayega
Aankh se door na ho dil se utar jayega
Waqt ka kya hai guzarta hain guzar jayega
Aankh se door na ho

bharatlyrics.com

Dubate dubate kashti ko uchhala dedu
Dubate dubate kashti ko uchhala dedu
Main nahi khoi to saahil pe utar jaayega
Aankh se door na ho

Zindagi teri atta hain to ye jaane waala
Zindagi teri atta hain to ye jaane waala
Teri bakshish teri dehliz pe dhal jaayega
Aankh se door na ho

Sab talazim hain magar dukh hai qayamat ka faraz
Sab talazim hain magar dukh hai qayamat ka faraz
Zaalim ab ke bhi na royega sambhal jayega
Aankh se door na ho dil se utar jayega
Waqt ka kya hai guzarta hain guzar jayega
Aankh se door na ho.

Aankh Se Door Na Ho Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download