Dil Jalega To Zamane Mein Lyrics - Rajendra Mehta

Dil Jalega To Zamane Mein lyrics, the song is sung by Rajendra Mehta from Naghmagar (1983). Dil Jalega To Zamane Mein Ghazal soundtrack was composed by Rajendra Mehta with lyrics written by .

Dil jalega to zamane mein ujala hoga
Husn jardo ka sitaron se nirala hoga

bharatlyrics.com

Dil jalega to zamane mein ujala hoga
Husn jardo ka sitaron se nirala hoga
Dil jalega to zamane mein ujala hoga

Kon jaane ye mohabbat ki saja hain ya sila
Hum kinaare pe bhi pohache to kinara na mila
Bujh gaya chaand kisi dard bhare dil ki tarah
Raat ka rang abhi aur bhi kaala hoga
Dil jalega to zamane mein ujala hoga
Husn jardo ka sitaron se nirala hoga
Dil jalega to zamane mein ujala hoga

Dekhana royegi fariyaad karegi duniya
Hum na hoge to hamein yaad karegi duniya
Apne jeene ki adda bhi hain anokhi sabse
Apne marne ka bhi andaaz nirala hoga
Dil jalega to zamane mein ujala hoga
Husn jardo ka sitaron se nirala hoga
Dil jalega to zamane mein ujala hoga

Kon jaane ye mohabbat ki saja hain ya sila
Hum kinaare pe bhi pohache to kinara na mila
Bujh gaya chaand kisi dard bhare dil ki tarah
Raat ka rang abhi aur bhi kaala hoga
Dil jalega to zamane mein ujala hoga
Husn jardo ka sitaron se nirala hoga
Dil jalega to zamane mein ujala hoga.

Dil Jalega To Zamane Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download