Aankhein Khuli Lyrics - Ishaan, Lata Mangeshkar, Manohar Shetty, Pritha Mazumdar, Shweta Pandit, Sonali Bhatawdekar, Udbhav Ojha, Udit Narayan

Aankhein Khuli lyrics, the song is sung by Ishaan, Lata Mangeshkar, Manohar Shetty, Pritha Mazumdar, Shweta Pandit, Sonali Bhatawdekar, Udbhav Ojha, Udit Narayan from Mohabbatein (2000). The music of Aankhein Khuli Love track is composed by Jatin Pandit, Lalit Pandit while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara
Ye pyar kaise hota hai
Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara
Ye pyar kaise hota hai
Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara
Ye pyar kaise hota hai
Aaj hi yaaron kisi pe
Marke dekhenge hum
Pyar hota hai ye kaise
Kar ke dekhenge hum
Kisi ki yaadon mein khoye hue
Khaabon ko hum ne saja liya
Kisi ki baahon mein soye hue
Apna usse bana liya
Aye yaar pyar mein koi
Aye yaar pyar mein koi
Na jaagta na sota hai
Kaise kahoon main o
Yaara ye pyar kaise hota hai

Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara
Ye pyar kaise hota hai
Kya hai jaadu hai koi
Bas jo chal jaata hai
Tod ke pehre hazaaron
Dil nikal jaata hai
Door kahin aasmanon
Par hote hain ye saare faisale
Kaun jaane koi humsafar
Kab kaise kahan mile
Jo naam dil pe ho likha
Jo naam dil pe ho likha
Ikrar ussi se hota hai
Kaise kahoon main o
Yaara ye pyar kaise hota hai

bharatlyrics.com

Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o
Yaara ye pyar kaise hota hai.

Aankhein Khuli Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download