Aankhein Khuli Thi Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Aankhein Khuli Thi lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Saathi (1968). Aankhein Khuli Thi Sad soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Aankhe khuli thi ya
Aaye the wo bhi najar mujhe
Aankhe khuli thi ya
Aaye the wo bhi najar mujhe
Fir kya hua nahi hai kuch iski khabar mujhe
Fir kya hua nahi hai kuch iski khabar mujhe
Aankhe khuli thi ya
Aaye the wo bhi najar mujhe

bharatlyrics.com

Unka khyal dil me taswur nigah me
Unka khyal dil me taswur nigah me
Roshan wohi chirag hai yado ki rah me
Wo chod kar gaye the isi mod par mujhe
Fir kya hua nahi hai kuch iski khabar mujhe
Fir kya hua nahi hai kuch iski khabar mujhe
Aankhe khuli thi ya
Aaye the wo bhi najar mujhe

Ab to mujhe andhero se ulfat si ho gayi
Ab to mujhe andhero se ulfat si ho gayi
Aankho ko intzar ki adat si h ogayi
Takna unki rah yuhi umar bhar mujhe
Aankhe khuli thi ya
Aaye the wo bhi najar mujhe

Fir kya hua nahi hai kuch iski khabar mujhe
Fir kya hua nahi hai kuch iski khabar mujhe
Aankhe khuli thi ya
Aaye the wo bhi najar mujhe.

Aankhein Khuli Thi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download