Aankhon Mein Aaja Lyrics - Lata Mangeshkar

Aankhon Mein Aaja lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Dulari (1949). Aankhon Mein Aaja Sad soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Shakeel Badayuni.

Aankho mein aa ja dil mein sama ja
Meri kahani sun ja apni suna ja
Meri kahani sun ja apni suna ja
Aankho mein aa ja dil mein sama ja

bharatlyrics.com

Bigadi hai kismat
Jeevan hai phika jeevan hai phika
Aa tujhse kah doon dukh apne ji kaa
Aa tujhse kah doon dukh apne ji kaa
O dam bhar ko aa ke meri bigadi bana ja
Aankho mein aa ja dil mein sama ja
Meri kahani sun ja apni suna ja
Aankho mein aa ja dil mein sama ja

Iss dil ko duniya
Tadapa rahi hai tadapa rahi hai
Aise mein teri yaad aa rahi hai
Aise mein teri yaad aa rahi hai
O aa aur aa ke mujhe ghum sey chhuda ja
Aankho mein aa ja dil mein sama ja
Meri kahani sun ja apni suna ja
Aankho mein aa ja dil mein sama ja

Chhode naa duniya
Deewana kar ke deewana kar ke
Jeeena bhi koi jeeena hai mar ke
Jeeena bhi koi jeeena hai mar ke
O hay main kaise jiyu yeh toh bata ja
Aankho me aa ja dil me sama ja
Meri kahani sun ja apni suna ja
Aankho mein aa ja dil mein sama ja.

Aankhon Mein Aaja Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download