Aankhon Mein Kyon Lyrics - Rahat Nusrat Fateh Ali Khan, Rajab Ali

Aankhon Mein Kyon lyrics, the song is sung by Rahat Nusrat Fateh Ali Khan, Rajab Ali from Dekh Bhai Dekh: Laughter Behind Darkness (2009). Aankhon Mein Kyon Sad soundtrack was composed by Abuzar Rizvi, Nayab Raja with lyrics written by Rashid Firozbadi.

Aankhon mein kyun nami hai,
Zindagi mein kuchh kami hai
Aankhon mein kyun nami hai,
Zindagi mein kuchh kami hai
Sune dil ki kyun abb toh yeh jameen hai
Mere maula kyun bebas abb hamin hai
Aankhon mein kyun nami hai

bharatlyrics.com

Dil mein reh gayi saari khwaaishein
Sehara lage jahaan sukun
Abb hamaara kho gaya
Nainon se o rahi ashqon ki baarishein
Chain abb hai kahaana
Juda saara aalam ho gaya
Raaste kyun nahi hai,
Manjilein na kahin hai
Aankhon mein kyun nami hai

Tutake bikhari abb toh
Har khushi, jina lage saja
Thukaraaya kyun sabne hamein
Dekhe the khwaab jo ujade hai aaj woh
Apane huye khafa kaise bataau main tumhe
Dhadkane kyun thami hai,
Kho gayi abb hansi hai
Aankhon mein kyun nami hai,
Zindagi mein kuchh kami hai
Sune dil ki kyun abb toh yeh jameen hai
Mere maula kyun bebas abb hamin hai
Aankhon mein kyun nami hai.

Aankhon Mein Kyon Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download