Aansoo Hai Meri Taqdeer Me Lyrics - Lata Mangeshkar

Aansoo Hai Meri Taqdeer Me lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Raj Hath (1956). The music of Aansoo Hai Meri Taqdeer Me Sad track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Kaha se milte moti
Aansu hai meri takdir me
Kaha se milte moti

Jiski mang rah gayi suni
Zahar hai uska jina
Jiski mang rah gayi suni
Zahar hai uska jina
Bin sajan ki more jaise
Bina tar ki dina
Bin sajan ki more jaise
Bina tar ki dina
Laga di jo aag sine me
Mere pav bandh gayi zanzir me
Kaha se milte moti
Aansu hai meri takdir me
Kaha se milte moti

Kiske liye singar karegi
Ye barbad jawani
Kiske liye singar karegi
Ye barbad jawani

bharatlyrics.com

Dhire dhire ghunt kar marna
Yahi hai meri kahani
Dhire dhire ghunt kar marna
Yahi hai meri kahani
Jhinak cahle mere sapne
Naino ke bahte nir
Aansu hai meri takdir me
Kaha se milte moti.

Aansoo Hai Meri Taqdeer Me Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download