Aansoo Na Bahana Lyrics - Lata Mangeshkar, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Aansoo Na Bahana lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) from Bhedi Bungla (1949). The music of Aansoo Na Bahana Philosophical track is composed by P. Ramakant while the lyrics are penned by Ehsan Rizvi.

Aansoo na bahana
Ab aansoo na bahana
Kaanto bhari ye rah se hai
Muskurate jana
Aansoo na bahana
Ab aansoo na bahana
Kaanto bhari ye rah se hai
Muskurate jana

Mast pawan is phulwari mein
Kayi kali khilati hai
Mast pawan is phulwari mein
Kayi kali khilati hai
Isi chaman mein rain andher
Shabnam neer bahati hai
Isi chaman mein rain andher
Shabnam neer bahati hai
Tum kahte ho is jag mein
Bas hasna aur hasana
Kato bhari ye rah se hai
Muskurate jana
Aansoo na bahana
Ab aansoo na bahana
Kaanto bhari ye rah se hai
Muskurate jana

bharatlyrics.com

Sukh mein to hasti hai duniya
Sabka yahi hal hai
Sukh mein to hasti hai duniya
Sabka yahi hal hai
Lekin dukh utha kar koi
Hase to ye phir kamal hai
Lekin dukh utha kar koi
Hase to ye phir kamal hai
Jag ki reet badi hai
Dukh ko bhi sukh banana
Kaanto bhari ye rah se hai
Muskurate jana
Aansoo na bahana
Ab aansoo na bahana
Kaanto bhari ye rah se hai
Muskurate jana

Sach puchho to dil ka milna
Kaanta bhi hai phool bhi.

Aansoo Na Bahana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download