Aap Jaisa Koi Meri Zindagi Mein Aaye lyrics, the song is sung by Nazia Hassan from Qurbani (1980). Aap Jaisa Koi Meri Zindagi Mein Aaye Dance, Romantic soundtrack was composed by Biddu Appaiah with lyrics written by Masth Alee, Shashi Pritam.
Aap jaisa koi meri
Zindagi mein aaye
To baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye
bharatlyrics.com
Aap jaisa koi meri
Zindagi mein aaye
To baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye
Phul ko bahaar
Bahaar ko chaman
Dil ko dil badan ko badan
Har kisiko chahiye tan ka milan
Kash mujh par aisa
Dil aapka bhi aaye
To baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye
Aap jaisa koi meri
Zindagi mein aaye
To baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye
Aap jaisa koi meri
Zindagi mein aaye
To baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye
Maein insaan hun farishta nahin
Dar hai behak na jaun kahin
Tanha dil na sambhlega
Pyar bina yeh tadpega
Aapsa kahan hai dil
Aapko hi paaye
To baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye
Haan aap jaisa koi meri
Zindagi mein aaye
To baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye
Aap jaisa koi meri
Zindagi mein aaye
To baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye
Haan aa haan aa haan aa
Haan baat ban jaaye
Ho o ho o ho o
Haan baat ban jaaye
Haan aa haan aa haan aa
Haan haan baat ban jaaye.