Hum Tumhe Chahte Hain Aise Lyrics - Anand Kumar C, Kumari Kanchan Dinkerao Mail, Manhar Udhas

Hum Tumhe Chahte Hain Aise lyrics, the song is sung by Anand Kumar C, Kumari Kanchan Dinkerao Mail, Manhar Udhas from Qurbani (1980). The music of Hum Tumhe Chahte Hain Aise Love, Romantic track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

O ho ho ho
Naseeb insaan ka
Naseeb insaan ka
Naseeb insaan ka chaahat
Se hi sanwarta hai
Kya bura is mein kisi
Par jo koi marta hai

Hum tumhe chaahte hain aise
Hum tumhe chaahte hain aise
Marne wala koi
Marne wala koi
Zindagi chaahta ho jaise
Hum tumhe chaahte hain aise

Rooth jaao agar tum to kya ho
Rooth jaao agar tum to kya ho
Pal mein aise lage
Pal mein aise lage jism
Se jaan jaise judaa ho
Hum tumhe chaahte hain aise
Marne wala koi
Marne wala koi
Zindagi chaahta ho jaise
Hum tumhe chaahte hain aise

bharatlyrics.com

Ra ra ru ra ra
Zara poochho to mera iraada
Zara poochho to mera iraada
Mujhe kisse hai pyar mera
Dil ka hai kaun shehzaada
Zara poochho to mera iraada
Mere khwaabon mein jo saj raha hai
Voh khuda to nahin par
Zamaane mein sab se judaa hai
Mere khwaabon mein jo saj raha hai

Zindagi bin tumhaare adhoori
Tumko paaloon agar
Tumko paaloon agar har
Kami meri ho jaaye poori
Zindagi bin tumhaare adhoori
Le chalenge tumhe hum waha par
Le chalenge tumhe hum waha par
Tanhaai sanam
Tanhaai sanam shehnaai
Ban jaaye jahan par
Hum tumhe chaahte hain aise

Hum tumhe chaahte hain aise
Marne wala koi
Marne wala koi
Zindagi chaahta ho jaise
Hum tumhe chaahte hain aise.

Hum Tumhe Chahte Hain Aise Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download