Aap Ko Pyar Karne Ki Buri Adat Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Aap Ko Pyar Karne Ki Buri Adat lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Neela Aakash (1965). Aap Ko Pyar Karne Ki Buri Adat Happy, Love soundtrack was composed by Madan Mohan Kohli with lyrics written by Raja Mehdi Ali Khan.

Aap ko pyar chhupane ki buri aadat hai
Aap ko pyar chhupane ki buri aadat hai
Aap ko pyar jatane ki buri aadat hai
Aap ko pyar jatane ki buri aadat hai
Aap ko pyar

Aap ne sikha hai kya dil ke lagane ke siwa
Aap ne sikha hai kya dil ke lagane ke siwa
Aap ko aata hai kya naj dikhane ke siwa
Aur hame naj uthane ki buri adat hai
Aur hame naj uthane ki buri adat hai
Aap ko pyar jatane ki buri adat hai
Aap ko pyar

Kis liye aap ne sharma ke jhuka li ankhe
Kis liye aap ne sharma ke jhuka li ankhe
Kis liye aap se ghabara ke bacha li ankhe
Aap ko tir chalane ki buri adat hai
Aap ko tir chalane ki buri adat hai
Aap ko pyar chhupane ki buri adat hai
Aap ko pyar

bharatlyrics.com

Ho chuki der bas ab jayiyega jayiyega
Ho chuki der bas ab jayiyega jayiyega
Banda mar mar tera thoda sa karib ayiyega
Aap ko paas na ane ki buri adat hai
Aap ko paas na ane ki buri adat hai
Aap ko pyar jatane ki buri adat hai
Aap ko pyar chhupane ki buri aadat hai
Aap ko pyar.

Aap Ko Pyar Karne Ki Buri Adat Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download