In Aankhon Se Nazar Ka Lyrics - Asha Bhosle

In Aankhon Se Nazar Ka Lyrics - Asha Bhosle

In Aankhon Se Nazar Ka Lyrics - Asha Bhosle

In Aankhon Se Nazar Ka lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Neela Aakash (1965). In Aankhon Se Nazar Ka Happy soundtrack was composed by Madan Mohan Kohli with lyrics written by Raja Mehdi Ali Khan.

Bade naadaan ho
Uljhe ho tum aakar haseenon se
Bina soche ladaai
Tumne aankhen naazneenon se
In aankhon se nazar ka
In aankhon se nazar ka
Teer chal jaata to kya hota
Ji chal jaata to kya hota
Ji chal jaata to kya hota zara socho
Tumhaara dam nikal jaata to kya hota
Nikal jaata to kya hota
Nikal jaata to kya hota jee

Aji ab tum yahaan kya karne aaye kyun
Bhala kya karne aaye aji kehdo
Ke aahen bharne aaye haaye
Ke aahen bharne aaye
Ghani zulfon ki chaanv
Mein bechaare marne aaye haaye
Bechaare marne aaye
Na jaane kitne dhokhe
Tumne aankhon mein chhipaaye hain
Buton par tumne aakar
Teer ulfat ke chalaaye hain
Jo bhoole se hamaara
Jo bhoole se hamaara
Haath chal jaata ho kya hota
Ji chal jaata ho kya hota
Ji chal jaata ho kya hota
Zara socho tumhaara dam
Nikal jaata to kya hota
Nikal jaata to kya hota haha jee

bharatlyrics.com

Jhuki aankhen
Nigaahen neechi neechi
Hmm nigaahen neechi neechi
Jee honthon par hansi hai
Pheeki pheeki hai
Hansi hai phheeki pheei
Huye thhande suni baaten hame seekhi seekhi
Jee ki baaten teekhi teekhi
Hamaare saamne tumne
Dil apne door se phenke na ye socha
Koi mehandi rache in shokh kadmon se
Tumhaare dil ko yoon yoon yoon
Tumhaare dil ko yoon yoon yoon
Masal jaata to kya hota
Masal jaata to kya hota
Masal jaata to kya hota
In aankhon se nazar ka teer
Chal jaata to kya hota
Ji chal jaata to kya hota
Zara socho tumhaara dam
Nikal jaata to kya hota
Nikal jaata to kya hota jee.

In Aankhon Se Nazar Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *