Aapka Pyar Milega Lyrics - Chandan Dass

Aapka Pyar Milega lyrics, the song is sung by Chandan Dass from Ek Mehfil (1996). The music of Aapka Pyar Milega Ghazal track is composed by Chandan Dass while the lyrics are penned by .

Aapka pyar milega to snawar jaayenge
Aapka pyar milega to snawar jaayenge
Warna duniya ki hawao bikhar jaayenge
Aapka pyar milega to snawar jaayenge

Aapke ishq mein har raah se hum guzare hain
Aapke ishq mein har raah se hum guzare hain
Aapke ishq mein har raah se hum guzare hain
Aap ab hum ko hi paayenge jidhar jaayenge
Aap ab hum ko hi paayenge jidhar jaayenge
Warna duniya ki hawao bikhar jaayenge
Aapka pyar milega to snawar jaayenge

bharatlyrics.com

Aap iss jism mein rehate hain sanam jaa bankar
Aap iss jism mein rehate hain sanam jaa bankar
Aap iss jism mein rehate hain sanam jaa bankar
Chhod kar jis jo jaaoge to mar jaayenge
Chhod kar jis jo jaaoge to mar jaayenge
Warna duniya ki hawao bikhar jaayenge
Aapka pyar milega to snawar jaayenge

Hum ko haalat ka tufaan darata hain kyaa
Hum ko haalat ka tufaan darata hain kyaa
Hum ko haalat ka tufaan darata hain kyaa
Dub kar ishq mein hum paar utar jaayenge
Dub kar ishq mein hum paar utar jaayenge
Warna duniya ki hawao bikhar jaayenge
Aapka pyar milega to snawar jaayenge
Aapka pyar milega to snawar jaayenge.

Aapka Pyar Milega Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download