Aapki Antara (Title) Lyrics

Aapki Antara (Title) lyrics, the song is sung by from Aapki Antara (2009). Aapki Antara (Title) Playful soundtrack was composed by with lyrics written by .

Aapki antara
Khamoshi ke kagaz pe
Bachpan ki baatein likhna
Rangberani din likhna
Pariyo si raatein likhna
Kucch sapne kuchh khel bhi likhan
Kuchh apno se mel bhi likhna
Kuchh khushiyaa kuchh aansu khare
Thodi zid aur shor shraare
Aur ant mein likh dena
Aapki antara aapki antara

bharatlyrics.com

Na rona na hasna jaane
Na dukh dard stata hai
Itna bhi maalum nahi
Kisse kiasa nata hai
Koi sharaarat bhi na jaane
Jo keh dun bas wo sach maane
Aapki antara aapki antara
Aapki antara.

Aapki Antara (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download