Aasha Ke Jab Dip Bujhe Lyrics - Mohammed Rafi

Aasha Ke Jab Dip Bujhe lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Insaniyat (1955). The music of Aasha Ke Jab Dip Bujhe Religious, Sad track is composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Aasha ke jab dip bujhe
Toh mann kaa dip jala
Jag kaa rasta chhod musaphir
Teree rah chala

Apni chhaya me
Bhagvan bitha le mujhe
Apni chhaya me
Bhagvan bitha le mujhe
Mai hu tera too
Apna bana le mujhe
Apni chhaya me
Bhagvan bitha le mujhe
Mai hu tera too
Apna bana le mujhe

bharatlyrics.com

Abb mujhe gam kaa gam
Na kushee kee kushee
Abb mujhe gam kaa gam
Na kushee kee kushee
Hai andhera bhee
Mere liye roshanee
Mai jiyu jab talak
Mai jiyu jab talak
Ajama le mujhe
Ajama le mujhe

Mai hu tera too
Apna bana le mujhe
Apni chhaya me
Bhagvan bitha le mujhe
Mai hu tera too
Apna bana le mujhe

Dekhkar mai kisee
Kee kushee na jalu
Dekhkar mai kisee
Kee kushee na jalu
Rah insaniyat
Kee hamesha chalu
Bhul jayu toh
Bhul jayu toh jag se
Utha le mujhe
Tu utha le mujhe

Mai hu tera too
Apna bana le mujhe
Apni chhaya me
Bhagvan bitha le mujhe
Mai hu tera too
Apna bana le mujhe.

Aasha Ke Jab Dip Bujhe Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download