Kya Bole Kya Bole Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Kya Bole Kya Bole lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Insaniyat (1955). The music of Kya Bole Kya Bole Marriage track is composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Bansuriya bole
Madhur ras ghole
Kya bole kya bole
Dhun sun ke tan mann dole
Bansuriya bole
Madhur ras ghole
Kya bole kya bole
Dhun sun ke tan mann dole

bharatlyrics.com

Bansi ki dhun me
Kanha pukare
Bansi ki dhun me
Kanha pukare
Samjhe na bholi
Radha ishare
Samjhe na bholi
Radha ishare
Bansi ki tan hai
Mann ka sandesha
Mil gayi lo
Radha jamuna kinare
Bansuriya bole
Madhur ras ghole
Kya bole kya bole
Dhun sun ke tan mann dole

Jamuna kinare
Muskil hai jana
Jamuna kinare
Muskil hai jana
Deti hai sakhiya
Mohan ko tana
Deti hai sakhiya
Mohan ko tana
So jaye jab
Meri sab nanadiya
Tu bhi sawirya
Meri gali aana
Bansuriya bole
Madhur ras ghole
Kya bole kya bole
Dhun sun ke tan mann dole.

Kya Bole Kya Bole Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download