Aasmaan Ke Paar Lyrics - Shankar Mahadevan

Aasmaan Ke Paar lyrics, the song is sung by Shankar Mahadevan from Rockford (1999). The music of Aasmaan Ke Paar Happy track is composed by Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan while the lyrics are penned by Gulzar (Sampooran Singh Kalra).

Aasmaan ke paar shaayad
Aur koyi aasmaan hoga
Aasmaan ke paar shaayad
Aur koyi aasmaan hoga
Baadalo ke parbato par koyi
Baarish kaam ka hoga
Main hawa ke paro pe
Kaha ja raha hu kaha
Kabhi udata huwa
Kabhi mudata huwa
Mera raasta chala o ho ho ho
Main hawa ke paro pe
Kaha ja raha hu kaha

Mere pauv ke tale ki
Yeh zamin chal rahi hai
Kahi dhup thandi thandi
Kahi chhaanv jal rahi hai
Is zamin ka aur koyi aasmaan
Hoga hoga aasmaan
Ho aasmaan hoga
Main hawa ke paro pe
Kaha ja raha hu kaha

In lambe raasto par
Sab tej chalate honge
Ho in lambe raasto par
Sab tej chalate honge
Copy ke panno jaise
Yaha din palatate honge
Shaam ko bhi subah
Jaisa kya shama hoga
Hoga kya shama
Kya shama hoga
Main hawa ke paro pe
Kaha ja raha hu kaha

Aasmaan ke par shaayad
Aur koyi aasmaan hoga
Aur koyi aasmaan hoga

Badalo ke parbato par koyi
Baarish ka makaan hoga hoga
Ho main hawa ke paro pe
Kaha ja raha hu kaha
Kabhi udata huwa kabhi mudata huwa
Mera raasta chala o ho ho ho

bharatlyrics.com

Main hawa ke paro pe
Kaha ja raha hu kaha
Main hawa ke paro pe
Kaha ja raha hu kaha
Main hawa ke paro pe
Kaha ja raha hu kaha.

Aasmaan Ke Paar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download