Aawara Majhi Jayega Kahan Lyrics - Mohammed Rafi

Aawara Majhi Jayega Kahan lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Pyasi Sham (1969). The music of Aawara Majhi Jayega Kahan track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Awara majhi awara majhi jayega kahan
Uska sahil tum ho jahan
Awara majhi jayega kahan
Uska sahil tum ho jahan
Chahe dubo do chahe bacha lo
Awara majhi jayega kahan
Uska sahil tum ho jahan

Chahe aaj mujhse meri hasrato se
Guse mein na kije mil jane ka wada
Ab jane mohabbat ab to dil ne tumpe
Marke kar liya hai jine ka irada
Chahe dubo do chahe bacha lo
Awara majhi jayega kahan
Uska sahil tum ho jahan

bharatlyrics.com

Sagar se bhi gahari ye aankhe tumhari
Jiski hamsafar ho kyu jaye kahi pe
Ubara hai yahi se armano bara dil
Armano bhara dil dubega yahi pe
Chahe dubo do chahe bacha lo
Awara majhi jayega kahan
Uska sahil tum ho jahan
Awara majhi.

Aawara Majhi Jayega Kahan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download