Yaaro Mera Saath Nibhao Lyrics - Mohammed Rafi

Yaaro Mera Saath Nibhao lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Pyasi Sham (1969). The music of Yaaro Mera Saath Nibhao Party track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Yaaro mera saath nibhao
Roj aisi mahfil kaha
Bhig jaye aaj palke aao hase itna
Yaaro mera saath nibhao
Roj aisi mahfil kaha
Bhig jaye aaj palke aao hase itna

bharatlyrics.com

Rahe na kuch aaj sab luta do
Dilo me jitna hai pyar baki
Rahe na kuch aaj sab luta do
Dilo mein jitna hai pyar baki
Rang ho jitne bhi yahi saja do
Hogi na kal ye bahar baki
Hasi ke chirag jalao
Ho gayi raat jawan
Bhig jaye aaj palke aao hase itna
Yaaro mera saath nibhao
Roj aisi mahfil kaha
Bhig jaye aaj palke aao hase itna

Kisi liye koi luta to gham kya
Jine ko ek ye khushi bahut hai
Kisi liye koi luta to gham kya
Jine ko ek ye khushi bahut hai
Mile na mile ek sanam ki bahe
Mujhe tumhari basti basti bahut hai
Dekho aise dur na jao
Pyar ka yahi hai sama
Bhig jaye aaj palke aao hase itna
Yaaro mera saath nibhao
Roj aisi mahfil kaha
Bhig jaye aaj palke aao hase itna
Aao hase itna, aao hase itna.

Yaaro Mera Saath Nibhao Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download