Aaya Kya Sandesa Laya Lyrics - Binapani Mukherjee

Aaya Kya Sandesa Laya lyrics, the song is sung by Binapani Mukherjee from Raaz (1949). Aaya Kya Sandesa Laya Playful soundtrack was composed by Sardar Malik with lyrics written by .

Aaya kya sandesa laya
Aaya kya sandesa laya
Panchhi kya sandesa laya
Aaya kya sandesa laya
Panchhi kya sandesa laya

bharatlyrics.com

Phir kahe yun choch marode
Kyu baitha hai aasha tode
Phir kahe yun choch marode
Kyu baitha hai aasha tode
Teri chup ne o re panchhi
Mera man tadpaya
Teri chup ne o re panchhi
Mera man tadpaya
Aaya kya sandesa laya
Aaya kya sandesa laya
Panchhi kya sandesa laya

Kahna unse yaad tumhari
Aati hai din raat hame
Kahna unse yaad tumhari
Aati hai din raat hame
Kahna unse tum bin ab to
Bhaye nahi koi bat hame
Kya koi bhula hui jo ab tak
Paas na hamne bulaya
Aaya kya sandesa laya
Aaya kya sandesa laya
Panchhi kya sandesa laya

Jinko dil se rahat hogi
Unko hamari chahat hogi
Jinko dil se rahat hogi
Unko hamari chahat hogi
Tu hi bujh paheli man ki
Tu hi bujh paheli man ki
Tu hi bujh paheli man ki
Bhed na hamne paya
Aaya kya sandesa laya
Aaya kya sandesa laya
Panchhi kya sandesa laya.

Aaya Kya Sandesa Laya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download