Ab Jaan Rahe Ya Jaye Lyrics - Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh Chand Mathur

Ab Jaan Rahe Ya Jaye lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh Chand Mathur from Sawaal (1982). Ab Jaan Rahe Ya Jaye Romantic soundtrack was composed by Mohammed Zahur Khayyam with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Ab jaan rahe ya jaye,
Hume to pyar tumhi se karna
Aur pyar me jine marne ka
Ikarar tumhe se karna
Ab jaan rahe ya jaye,
Hume to pyar tumhi se karna
Aur pyar me jine marne ka
Ikarar tumhe se karna

Chahe tir chle talwar chle
Sine se lagana hai tumko
Aandhi aaye tufan uthe
Baho me chhupana hai tumko
Ik bar mohabbat ki tumse
So bar tumhi se karna
Aur pyar me jine marne ka
Ikarar tumhe se karna

bharatlyrics.com

Dekhe hai deewane yu to bahut
Par unme tumhari bat kaha
Tumse pehle aye jane jaha
The itne hansi din rat kaha
Oo ho phir to humko dil ka soda
Dildar tumhi se karna
Aur pyar me jine marne ka
Ikarar tumhe se karna

Lag jao gale arma hai bahut
Lag jao gale arma hai bahut
Aur pyar ka mausam thoda hai
Har mausam hai apna mausam
Har mausam hai apna mausam
Jab yaar se daman joda hai
Ji bhar ke na milne ka shikwa
Aye yaar tumhi se karna hai
Aur pyar me jine marne ka
Ikarar tumhe se karna
Ab jaan rahe ya jaye,
Hume to pyar tumhi se karna
Aur pyar me jine marne ka
Ikarar tumhe se karna.

Ab Jaan Rahe Ya Jaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download