Ab To Darshan Do Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

Ab To Darshan Do lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) from Mere Bhagwan (1947). Ab To Darshan Do soundtrack was composed by Sajjad Hussain with lyrics written by Shewan Rizvi.

Ab to darshan do
Ab to darshan do
Bhakto ke muraari
Ab to darshan do
Ab to darshan do girdhaari
Radha ke shyam o shyam
Meera ke girdhaari
Ab to darshan do
Bhakto ke muraari
Ab to darshan do

Tum saamne ho aur bhatke naina
Tum saamne ho aur bhatke naina
Asli rup ko tarse naina
Tum saamne ho aur bhatke naina
Jaan ke hote ho meera ke girdhaari
Ab to darshan do bhakto ke muraari
Ab to darshan do

Jhan jhan gunje dhan
Se mahal ameero ke
Aur bhukh se tadpen
Bachche gareebo ke
Jhan jhan gunje dhan se
Mahal ameero ke ab ye insaaf
Ab ye insaaf ho bhagwaan
O bhagwaan ab to darshan do
Bhakto ke muraari ab to darshan do

bharatlyrics.com

Aane ko kaha tha aaye na ab tak
Dukhiyo ke kasht mitaayoge kab tak
Aane ko kaha tha aaye na ab tak
Dukhiyo ke kasht mitaayoge kab tak
Kab tak dekhen baat tihaari shaam
O shaam meera ke girdhaari
Ab to darshan do bhakto ke muraari
Ab to darshan do

Ab to darshan do girdhaari
Radha ke shyam o shyam
Meera ke girdhaari ab to darshan do
Bhakto ke muraari ab to darshan do.

Ab To Darshan Do Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download