AB TO HUMKO EK DUJE KA LYRICS: The song is sung by Amit Kumar and Asha Bhosle from the soundtrack album for the film Indrajeet (1991), directed by K. V. Raju, starring Amitabh Bachchan, Jaya Prada, Neelam Kothari, Kumar Gaurav, Sadashiv Amrapurkar, Kader Khan, Yasmeen, Mahesh Anand, Saeed Jaffrey, Avtar Gill, Suresh Chatwal and Vijayendra Ghatge. "AB TO HUMKO EK DUJE KA" song was composed by Rahul Dev Burman, with lyrics written by Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta).
Ab To Humko Ek Duje Ka Lyrics
Ab to humko ek duje ka
Har pal sath nibhana hai
Ab to humko ek duje ka
Har pal sath nibhana hai
O tere sang hi jina hai ab
Tere hi sang mar jana hai
Ab to humko ek duje ka
Har pal sath nibhana hai
O tere sang hi jina hai ab
Tere hi sang mar jana hai
Ab to humko ek duje ka
Har pal sath nibhana hai
O ye rang chadhta jayega
Nikhar badta jayega
Pyar apna hota rahe har din jawa
O ye rang chadhta jayega
Nikhar badta jayega
Pyar apna hota rahe har din jawa
Is jivan ko pyar ke rang se
Ab rangin banana hai
O tere sang hi jina hai ab
Tere hi sang mar jana hai
Ab to humko ek duje ka
Har pal sath nibhana hai
Rahu sada teri baho me
Pyar bhari in raho me
Aankho hi aankho me bate kare
Rahu sada teri baho me
Pyar bhari in raho me
Aankho hi aankho me bate kare
Kya kya hoga is masti me
Mausam bhi mastana hai
O tere sang hi jina hai ab
Tere hi sang mar jana hai
Ab to humko ek duje ka
Har pal sath nibhana hai
Ab to humko ek duje ka
Har pal sath nibhana hai.