Ab To Nahi Duniya Mein Lyrics - Noor Jehan

Ab To Nahi Duniya Mein lyrics, the song is sung by Noor Jehan from Nadaan (1943). The music of Ab To Nahi Duniya Mein Sad track is composed by Datta Korgaonkar while the lyrics are penned by .

Ab to nahi duniya mein
Kahi apna thikana
Dushman hai zamana
Dushman hai zamana
Ab to nahi duniya mein
Kahi apna thikana
Dushman hai zamana
Dushman hai zamana

bharatlyrics.com

Ab kisse kahe kaun
Sune apna fasana
Dushman hai zamana
Ab kisse kahe kaun
Sune apna fasana
Dushman hai zamana

Halat ke sitam se
Lachar hue hai
Halat ke sitam se
Lachar hue hai
Ab kisse kahe kaun
Sune apna fasana
Dushman hai zamana
Ab kisse kahe kaun
Sune apna fasana
Dushman hai zamana

Halat ke sitam se
Lachar hue hai
Halat ke sitam se
Lachar hue hai
Sab kaam tumhare
Bina dushwar hue hai
Sab kaam tumhare
Bina dushwar hue hai
Lekin abhi tak muh se
Aah na bharenge
Lekin abhi tak muh se
Aah na bharenge
Sab sehte rahenge
Ban jayenge sabke
Zulmo ka nishana
Dushman hai zamana
Ab to nahi duniya mein
Kahi apna thikana
Dushman hai zamana
Dushman hai zamana.

Ab To Nahi Duniya Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *