Ab To Aao Dhanush Ke Dhaari Lyrics - Lata Mangeshkar

Ab To Aao Dhanush Ke Dhaari lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Bajrangbali (1976). The music of Ab To Aao Dhanush Ke Dhaari Sad track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep).

Ab to aao dhanush ke dhari
Ab to aao dhanush ke dhari
Aa kar ke dekho meri lachari
Aa kar ke dekho meri lachari
Hai badi yaha dukhiyari
Hai badi yaha dukhiyari
Tumhari janki tumhari janki
Ab to aao dhanush ke dhari

Ashok ban ye nahi hai parbhu
Ashok ban ye nahi hai parbhu
Mai shok ban me rahti hu
Ram ban ke hote hue mai
Sabdo ke ban sahti hu
Aaj to hai jivan se hari
Aaj to hai jivan se hari
Tumhari janki tumhari janki
Ab to aao dhanush ke dhari

bharatlyrics.com

Dekho sawam bhi aake parbhu tum
Dekho sawam bhi aake parbhu tum
Mujh par bita kya hai
Kal tak thi jo mahlo ki dulhan
Aaj wo sita kya hai
Sahti hai sankat parwat se bhari
Sahti hai sankat parwat se bhari
Tumhari janki tumhari janki
Ab to aao dhanush ke dhari
Aa karke dekho meri lachari
Hai badi yaha dukhiyari
Hai badi yaha dukhiyari
Tumhari janki tumhari janki
Ab to aao dhanush ke dhari.

Ab To Aao Dhanush Ke Dhaari Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *