Abad Hain Rindon Se Lyrics - Kamalini Malhotra

Abad Hain Rindon Se lyrics, the song is sung by Kamalini Malhotra from Shokhiyan (2006). The music of Abad Hain Rindon Se Ghazal track is composed by Kamalini Malhotra while the lyrics are penned by Sabir Jalalabadi.

Abad hain rindon se
Abad hain rindon se
Saaki tera maikhana
Bhar bhar ke peela unn ko
Paimane pe paimana
Abad hain rindon se
Saaki tera maikhana

bharatlyrics.com

Tum kehte ho to dil par
Ek chot si lagti hain
Tum kehte ho to dil par
Ek chot si lagti hain
Ek chot si lagti hain
Kehne do jo to kaheti hain
Kehne do jo to kaheti hain
Duniya mujhe deewana
Bhar bhar ke peela unko
Paimane pe paimana
Abad hain rindon se
Saaki tera maikhana

Aankho se kabhi pee thi
Hain uska suroor ab tak
Aankho se kabhi pee thi
Hain uska suroor ab tak
Hain uska suroor ab tak
Kehti hain mujhe duniya
Kehti hain mujhe duniya
Mastana hain mastana
Bhar bhar ke peela unko
Paimane pe paimana
Abad hain rindon se
Saaki tera maikhana

Dushman ki bhi aankho se
Aansu nikal aate hain
Dushman ki bhi aankho se
Aansoo nikal aate hain
Aansoo nikal aate hain
Par dard kuchh aisa hain
Par dard kuchh aisa hain
Saabir tera afsaana
Bhar bhar ke peela unko
Paimane pe paimana
Abad hain rindon se
Saaki tera maikhana
Bhar bhar ke peela unko
Paimane pe paimana
Abad hain rindon se
Saaki tera maikhana.

Abad Hain Rindon Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download