Abhi Gyarah Nahin Baje Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Abhi Gyarah Nahin Baje lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Phandebaaz (1978). Abhi Gyarah Nahin Baje Playful soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Anand Bakshi.

Dulhan khubsurat hai
Dulhan khubsurat hai
Kitna hansi mahurat hai
Shehare ki jarurat hai
Dulha mujhe banao yaaro
Aao lekin thaharo
Abhi gyarah nahin baje hai
Abhi gyarah nahin baje hai
Dulhan khubsurat hai
Dulhan khubsurat hai
Kitna hansi mahurat hai
Shehare ki jarurat hai
Dulha mujhe banao yaro
Aao lekin thaharo
Abhi gyarah nahin baje hai
Baje hai
Abhi gyarah nahin baje hai

Ek bujurag ne kaha tha beta
Jina chahe marna
Gyarah bazne se pahle
Koi achha kam na karna
Ek bujurag ne kaha tha beta
Jina chahe marna
Gyarah bazne se pahle
Koi achha kam na karna
Anguthi pahnao pahnao
Anguthi pahnao
Yaaro aao lekin thaharo
Abhi gyarah nahin baje hai
Abhi gyarah nahin baje hai

bharatlyrics.com

Ek do tin char panch chhe
Sat aath no das gyarah
Ek aur ek gyarah
Gyarah ke number mein hote
Hai dekho do ikke
Ek hu mai ek hai tu
Aa mil jaye dono dil deke
Mandap me le jao le jao
Le jao le jao ji le jao
Yaaro aao lekin thaharo
Abhi gyarah nahin baje hai
Abhi gyarah nahin baje hai

Waqt se pahle chale jo
Manjil se wo nikle aage
Waqt ke bad jo nikle
Samjho subha der se jage
Ghadi se ghadi milao
Milao ji milao
Yaaro aao lekin thaharo
Abhi gyarah nahi baje hai
Abhi gyarah nahi baje hai
Dulhan khubsurat hai
Kitna hansi mahurat hai
Shehare ki jarurat hai
Dulha mujhe banao yaaro
Aao lekin thaharo
Abhi gyarah nahin baje hai
Abhi gyarah nahin baje hai.

Abhi Gyarah Nahin Baje Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download