Achha Hai Tera Lyrics - Kanchan

Achha Hai Tera lyrics, the song is sung by Kanchan from Khara Khota (1981). Achha Hai Tera Party soundtrack was composed by Babla Mehta with lyrics written by Anjaan.

Achha hai tera nishana to kya
Har dil hai tera deewana to kya
Achha hai tera nishana to kya
Har dil hai tera deewana to kya
Ye deewane ye kya jane
Ye deewane ye kya jane
Ye deewane kya jane
Main to janu tu to jane
Tera irada hai kya
Achha hai tera nishana to kya
Har dil hai tera deewana to kya
Ye deewane ye kya jane
Ye deewane kya jane
Main to janu tu to jane
Tera irada hai kya

Husn tera jo bhi dekhe
Jo bhi dekhe ho deewana tera
Ho deewana
Dil chura ke dil se khele
Di se khele ye adaye teri
Janejana
Dil ke bahane tu ye jaan le le
Tauba bahana tera

bharatlyrics.com

Achha hai tera nishana to kya
Har dil hai tera deewana to kya
Ye deewane ye kya jane
Ye deewane kya jane
Main to janu tu to jane
Yaaro se wada hai kya
Achha hai tera nishana to kya
Har dil hai tera deewana to kya

Tu kya jane pyar kya hai
Pyar tere liye to hai
Yaha ek dikhawa
Jaan ke bhi ye na jane
Ye na jane husn to hai
Tera ek chhalava
Pyar mein sau sau yaar badalna
Kissa purana tera
Achha hai tera nishana to kya
Har dil hai tera deewana to kya
Ye deewane ye kya jane
Ye deewane kya jane
Main to janu tu to jane
Tera irada hai kya
Achha hai tera nishana to kya
Har dil hai tera deewana to kya.

Achha Hai Tera Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download