Ada Se Jhoomte Huye Lyrics - Mohammed Rafi, Shamshad Begum

Ada Se Jhoomte Huye lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum from Sindbad The Sailor (1952). Ada Se Jhoomte Huye Romantic soundtrack was composed by Chitragupta Shrivastava with lyrics written by Anjum Jaipuri.

Ada se jhoomte huye
Dilo ko chumate hue
Ye kaun ye kaun muskura diya
Ye kaun muskura diya
Ada se jhoomte huye
Dilo ko chumate hue
Ye kaun ye kaun muskura diya
Ye kaun muskura diya

Hai aaj zindagi jawa
Basa hai pyar ka jaha
Hai aaj zindagi jawa
Basa hai pyar ka jaha
Nazar ne dil ke saaj par
Nazar ne dil ke saaj par
Ye kaisa geet ga diya
Ada se jhoomte huye
Dilo ko chumate hue
Ye kaun ye kaun muskura diya
Ye kaun muskura diya

bharatlyrics.com

Jo ishq bekarar hai
To husn par nikhar hai
Jo ishq bekarar hai
To husn par nikhar hai
Baras rahi hai chandani
Baras rahi hai chandani
Wo chand gunguna diya
Ada se jhoomte huye
Dilo ko chumate hue
Ye kaun ye kaun muskura diya
Ye kaun muskura diya

Nazare mast ho chuke
Hum apne dil ko kho chuke
Nazare mast ho chuke
Hum apne dil ko kho chuke
Na jane aaj kisne ye
Na jane aaj kisne ye
Nakabe rukh utha diya
Ada se jhoomte huye
Dilo ko chumate hue
Ye kaun ye kaun muskura diya
Ye kaun muskura diya.

Ada Se Jhoomte Huye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Ada Se Jhoomte Huye is from the Sindbad The Sailor (1952).

The song Ada Se Jhoomte Huye was sung by Mohammed Rafi and Shamshad Begum.

The music for Ada Se Jhoomte Huye was composed by Chitragupta Shrivastava.

The lyrics for Ada Se Jhoomte Huye were written by Anjum Jaipuri.

The music director for Ada Se Jhoomte Huye is Chitragupta Shrivastava.

The song Ada Se Jhoomte Huye was released under the Saregama .

The genre of the song Ada Se Jhoomte Huye is Romantic.