Yeh Aansoo Muskurate Hain Lyrics - Shamshad Begum

Yeh Aansoo Muskurate Hain lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Sindbad The Sailor (1952). The music of Yeh Aansoo Muskurate Hain Sad track is composed by Chitragupta Shrivastava while the lyrics are penned by Anjum Jaipuri.

Yeh aansoo muskurate
Hain zamane ki zafa par
Mohabbat karne wale
Jaan dete hai wafao par

bharatlyrics.com

Dil ka afsana kahega
Jal ke parwana
Kahega jal ke parwana
Ho nahi sakte kabhi
Hum unse begana
Kahega jal ke parwana
Dil ka afsana kahega
Jal ke parwana
Kahega jal ke parwana

Dil bahut najuk hai lekin
Gum se takrayenge hum
Dil bahut najuk hai lekin
Gum se takrayenge hum
Pyar mein tere bhula
Denge zamane ke gum
Tutega nahi ulfat ka zamana
Tutega nahi ulfat ka zamana
Kahega jal ke parwana
Dil ka afsana kahega
Jal ke parwana
Kahega jal ke parwana

Dar se tere aye zamane
Ishq jhuk sakta nahi
Dar se tere aye zamane
Ishq jhuk sakta nahi
Kaid mein rahta hai kab
Azad parwana kahi
Hum nahi honge tere deewana
Kahega jal ke parwana
Dil ka afsana kahega
Jal ke parwana
Kahega jal ke parwana.

Yeh Aansoo Muskurate Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download