Ae Sanam Ye Zindagi Aayi Lyrics - Shamshad Begum

Ae Sanam Ye Zindagi Aayi lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Laila Majnu (1953). The music of Ae Sanam Ye Zindagi Aayi Playful track is composed by Ghulam Mohammad, Sardar Malik while the lyrics are penned by Shakeel Badayuni.

Ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho
Ae sanam ye zindagi
Aayi hai lekar khushi
Kar le baaten pyaar ki
Phaili hai dekho chaandni
Tu meraa aur main teri ji
Tu meraa aur main teri
Ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho
Ae sanam ye zindagi
Aayi hai lekar khushi
Kar le baaten pyaar ki
Phaili hai dekho chaandni
Tu meraa aur main teri ji
Tu meraa aur main teri
Ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho

bharatlyrics.com

Phoolon ki baraat hai
Taaron bhari raat hai
Teraa meraa saath hai ji
Teraa meraa saath hai
Phoolon ki baraat hai
Taaron bhari raat hai
Teraa meraa saath hai ji
Teraa meraa saath hai
Dil kaa kahnaa maan le
Ye raat phir na aayegi
Ae sanam ye zindagi
Aayi hai lekar khushi
Kar le baaten pyaar ki
Phaili hai dekho chaandni
Tu meraa aur main teri ji
Tu meraa aur main teri
Ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho

Aaye din qaraar ke
Mausam-e-bahaar ke
Tere mere pyaar ke ji
Tere mere pyaar ke
Aaye din qaraar ke
Mausam-e-bahaar ke
Tere mere pyaar ke ji
Tere mere pyaar ke
Tujhko hai meri qasam
Tu sun le dil ki raagini
Ae sanam ye zindagi
Aayi hai lekar khushi
Kar le baaten pyaar ki
Phaili hai dekho chaandni
Tu meraa aur main teri ji
Tu meraa aur main teri
Ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho
Ae sanam ye zindagi
Aayi hai lekar khushi
Kar le baaten pyaar ki
Phaili hai dekho chaandni
Tu meraa aur main teri ji
Tu meraa aur main teri
Ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho.

Ae Sanam Ye Zindagi Aayi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download