Aisa Nahin Ke Isko Lyrics - Shabana Azmi

AISA NAHIN KE ISKO LYRICS: The song is sung by Shabana Azmi from Hindi film Anjuman (1986), directed by Muzaffar Ali. The film stars Farooque Sheikh, Shabana Azmi and Yunus Parvez in the lead role. The music of "Aisa Nahin Ke Isko" song is composed by Mohammed Zahur Khayyam, while the lyrics are penned by Shahryar (Akhlaq Mohammed Khan).

Aisa Nahin Ke Isko Lyrics

Aisa nahin
Aisa nahin ke isko nahin
Jante ho tum
Aisa nahin ke isko nahin
Jante ho tum
Ankho mein meri khwab ki
Ankho mein meri khwab ki
Surat base ho tum
Aisa nahin ke isko nahin
Jante ho tum

Doori ki koi had koi
Manzil nahin hain kya
Doori ki koi had koi
Manzil nahin hain kya
Kaise kahu ke yaad bahut
Aa rahe ho tum
Ankho mein meri khwab ki
Surat base ho tum
Aisa nahin ke isko nahin
Jante ho tum

Rahta hain kis khyal se
Rahta hain kis khyal se
Sarsar dil mera
Rahta hain kis khyal se
Sarsar dil mera
Mai hu tumhare waste
Mere liye ho tum
Ankho mein meri khwab ki
Surat base ho tum
Aisa nahin ke isko nahin
Jante ho tum

Lambi si aah raat
Gujarti hain is tarah
Lambi si aah raat
Gujarti hain is tarah
Main jagti yaha hoon
Vaha jagte ho tum
Aankho mein mere khwab ki
Surat base ho tum
Aisa nahin ke isko nahin
Jante ho tum

Duniya ko zindagi ko
Duniya ko zindagi ko
Naye rang de sake
Duniya ko zindagi ko
Naye rang de sake
Do mera sath mujhko
Agar chahte ho tum
Do mera sath mujhko
Agar chahte ho tum
Aisa nahin ke isko nahin
Jante ho tum
Do mera sath mujhko
Agar chahte ho tum.

Aisa Nahin Ke Isko Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Aisa Nahin Ke Isko is from the Anjuman (1986).

The song Aisa Nahin Ke Isko was sung by Shabana Azmi.

The music for Aisa Nahin Ke Isko was composed by Mohammed Zahur Khayyam.

The lyrics for Aisa Nahin Ke Isko were written by Shahryar (Akhlaq Mohammed Khan).

The music director for Aisa Nahin Ke Isko is Mohammed Zahur Khayyam.

The song Aisa Nahin Ke Isko was released under the Saregama.

The genre of the song Aisa Nahin Ke Isko is Ghazal.