Aisi Nazariya Lyrics - Lata Mangeshkar

Aisi Nazariya lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Chambal Ki Rani (1979). Aisi Nazariya Dance, Masti soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Jan Nisar Akhtar.

Aankh jhukti hai
Lahu tan mein khanak jata hai
Aawazo take hai to
Dil mera dhadak jata hai
Aisi nazariya mare sawariya
Aisi nazariya mare sawariya
Nas nas daudi jaye bijuriya
Nas nas daudi jaye bijuriya
Aisi nazariya mare sawariya

bharatlyrics.com

Aankh mile to dar dar jau
Aankh mile to dar dar jau
Laz ke mare mar mar jau
Laz ke mare mar mar jau
Ang more lipti jaye chunariya
Ang more lipti jaye chunariya
Aisi nazariya mare sawariya

Roop ki chandi rah rah khanke
Pagal payal pawe mein chanke
Chanke chanke
Roop ki chandi rah rah khanke
Pagal payal pawe mein chanke
Tut ke barse jaise badariya
Aisi nazariya mare sawariya

Pyar me koi pher na kijo
Koi bada andher na kijo
Pyar me koi pher na kijo
Koi bada andher na kijo
Sath chalungi tori atariya
Sath chalungi tori atariya
Aisi nazariya aisi nazariya
Aisi nazariya mare sawariya
Aisi nazariya mare sawariya.

Aisi Nazariya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download