Ajab Vidhi Ka Lekh Lyrics - Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Ajab Vidhi Ka Lekh lyrics, the song is sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Ram Rajya (1967). Ajab Vidhi Ka Lekh Happy soundtrack was composed by Shankar Rao Vyas with lyrics written by Ramesh Gupta.

Ajab vidhi ka lekh
Kisi se padha nahin jaaye
Kisi se padha nahin jaaye
Rajmahal ki raani
Phir se vanwaas paayi
Phir se vanwaas paayi
Vaidehi ko tyaag dukhi
Prabhu man hi man howe
Dukhi prabhu man hi man howe
Kand mool phal khaaye
Kusha ke aasan par sowe
Kusha ke aasan par sowe
Din raat siya ki yaad
Na bhoolen pal bhi raghuraai
Na bhoolen pal bhi raghuraai
Nainon ki ud gayi neend
Udaasi mukh par hai chhaayi
Udaasi mukh par hai chhaayi

bharatlyrics.com

Yahaan ram ki ratna
Seeta sada lagaati seet ratna
Seeta sada lagaati seet
Man mein rakhkar prabhu ki moorat
Dukh bisraati seet
Apna dukh bisraati seet
Kabhi seenchti bel
Kabhi seenchti bel
Kabhi hirnon ko khilaati kheer
Kabhi hirnon ko khilaati kheer
Kabhi goonthhti haar
Kabhi ganga jal laati seet
Kabhi ganga jal laati seet
Kabhi ram ki yaad
Kabhi ram ki yaad
Tadak bijli si jaati beech
Tadak bijli si jaati beech
Wo bharam se bhari

Tadap man mein reh jaati seet
Tadap man mein reh jaati seet
Gayi andheri raat
Gayi andheri raat
Nishaa aasha ki ban chhaayi
Shubh ghadi shubh din aaya
Jaanki janani pag paayi
Jaanki janani pag paayi.

Ajab Vidhi Ka Lekh Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download