Ajeeb Zindagi Hai Lyrics - Mohammed Rafi

Ajeeb Zindagi Hai lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Door Nahin Manzil (1973). The music of Ajeeb Zindagi Hai Sad track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Anjaan.

Azib zindagi hai ye
Kabhi khushi kabhi hai gum
Wo manjile badal gayi
Kaha the hum kaha hai hum
Azib zindagi hai ye
Kabhi khushi kabhi hai gum
Wo manjile badal gayi
Kaha the hum kaha hai hum
Azib zindagi hai ye

Abhi ye kal ki bat hai
Hasin khwab tha jaha
Wo khwab sare jal gaye
Ye sath rah gaya dhua
Abhi ye kal ki bat hai
Hasin khwab tha jaha
Wo khwab sare jal gaye
Ye sath rah gaya dhua
Azib zindagi hai ye
Kabhi khushi kabhi hai gum
Wo manjile badal gayi
Kaha the hum kaha hai hum
Azib zindagi hai ye

Labo se chin ke hasi
Hame ye ashk kyu diye
Gunah hamne kya kiya
Saja mile ye kisliye
Labo se chin ke hasi
Hame ye ashk kyu diye
Gunah hamne kya kiya
Saja mile ye kisliye
Azib zindagi hai ye
Kabhi khushi kabhi hai gum
Wo manjile badal gayi
Kaha the hum kaha hai hum
Azib zindagi hai ye

bharatlyrics.com

Bade hai khusnasib ham
Hame bada garur tha
Wo nashe ka daur tha
Wo jhutha ek sarur tha
Bade hai khusnasib ham
Hame bada garur tha
Wo nashe ka daur tha
Wo jhutha ek sarur tha
Azib zindagi hai ye
Kabhi khushi kabhi hai gum
Wo manjile badal gayi
Kaha the hum kaha hai hum
Azib zindagi hai ye
Kabhi khushi kabhi hai gum
Azib zindagi hai ye.

Ajeeb Zindagi Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download