Ankhiyon Se Goli Mare Lyrics - Jaspinder Narula, Sonu Nigam

Ankhiyon Se Goli Mare lyrics, the song is sung by Jaspinder Narula, Sonu Nigam from Dulhe Raja (1998). The music of Ankhiyon Se Goli Mare Rock track is composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav while the lyrics are penned by Sameer.

Apne deewane ka
Apne deewane ka kar de bura haal
Ray jee ankhiyon se goli mare
Ankhiyon se goli mare

Ladaki kamal ray jee
Ankhiyon se goli mare
Ladaki kamal ray jee
Ankhiyon se goli mare

Apnay deewane ka
Apnay deewane ka kar de bura haal
Ray jee akhion sai goli mare
Akhion se goli mare

Ladaka kamal ray jee
Ankhiyon se goli mare
Ladaka kamal ray jee
Ankhiyon se goli mare

Kuch bal kha ke, kuch lehra ke
Hirni jaise chalti hai
Pal mai tola pal mai masha
Kitnae rang badalti hai

Kuch bal kha ke, kuch lehra ke
Hirni jaise chalti hai
Pal mai tola pal mai masha
Kitnae rang badalti hai
Jis ko chahe pagal kar day
Apnay husn ke jaado sai
Iske lambe lambe kale kale
Nagin se baal
Ray jee akhiyon se goli mare
Ladaki kamal re jee
Ankhiyon se goli mare

Apnay deewanae ka
Apnay deewane ka kar de bura haal
Ray jee akhiyon se goli mare
Ankhiyon se goli mare

Ladaka kamal ray jee
Akhiyon se goli mare
Ladaka kamal ray jee
Akhiyon se goli mare

Chori chori chup ke chup ke
Mai bhee tujh pai marti thee
Shaam savere dilbar jani
Pyar tujhee se karti thee

Chori chori chup ke chup ke
Mai bhee tujh pai marti thee
Shaam savare dilbar jani
Pyar tujhee se karti thee
Sach kehti hun yeh
Mera dil or kisi ko chahe na
Dekho dekho phas
Gayi main to bulbul
Phaika jo jaal re
Ankhiyon se goli mare
Ladaka kamal re
Akhiyon sai goli mare

bharatlyrics.com

Apne deewane ka
Apne deewane ka kar de bura haal
Ray jee akhiyon sai goli mare

Ladaki kamal ray jee
Ankhiyon se goli mare
Ladaka kamal ray jee
Ankhiyon se goli mare.

Ankhiyon Se Goli Mare Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download