Kya Lagti Hai Hai Rabba Lyrics - Vinod Rathod

Kya Lagti Hai Hai Rabba lyrics, the song is sung by Vinod Rathod from Dulhe Raja (1998). The music of Kya Lagti Hai Hai Rabba Playful track is composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav while the lyrics are penned by Sameer.

Kya lagati hai haay rabba
Kya dikhati hai haay rabba
Kya dikhati hai haay rabba
Kya chalti hai haay rabba
Kya lagati hai kya dikhati hai
Kya chalti hai haay rabba
Oye rabba
Mai sapno main iske kho gaya
Are main deewana ho gaya
Laut ke phir na waapas aaya
Iski galiyo main jo gaya
Mai sapno main iske kho gaya
Are mai deewana ho gaya

Kya lagati hai haay rabba
Kya dikhati hai haay rabba
Kya lagati hai haay rabba
Kya dikhti hai haay rabba

bharatlyrics.com

Hoye jalti hui chingari hai
Ye to churi do dhari hai
Kaanto bhari phool waari hai
Ho dekho ho dekho ho dekho
Jalti hui chingari hai
Ye to churi do dhari hai
Kaanto bhari phool waari hai
Haa lyun socha kyun na samja
Kyun ispe marne ko gaya

Kya chahera hai haay rabba
Kya nakhra hai haay rabba
Kya nakhra hai haay rabba
Kya hash ti hai haay rabba
Kya chahera hai kya nakhra hai
Kya hash ti hai haay rabba
Hoye rabba
Mai sapno main iske kho gaya
Mai deewana ho gaya
Laut ke phir na waapas aaya
Iski galiyo main jo gaya
Mai sapno main iske kho gaya
Are mai deewana ho gaya

Hoye masti chalkti pyali ki
Dil main chupi dilwaali ki
Nakhre bade nakhrali ki
Haa haa masti chalkti pyali ki
Dil main chupi dilwaali ki
Nakhre bade nakhrali ki
Are raat ko jaaga iske khatir
Iski yaado main so gaya

Kya khusboo hai haay rabba
Kya gesu hai haay rabba
Kya gesu hai haay rabba
Kya jaadu hai haay rabba
Kya khusboo hai kya gesu hai
Kya jaadu hai haay rabba
Hoye rabba
Main sapno main iske kho gaya
Are main deewana ho gaya
Laut ke phir na waapas aaya
Iski galiyo main jo gaya
Mai sapno main iske kho gaya
Are main deewana ho gaya
Re main sapno mai iske kho gaya
Haay main deewana ho gaya.

Kya Lagti Hai Hai Rabba Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download