Ankhon Mein Tum Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Kishore Kumar

Ankhon Mein Tum lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Kishore Kumar from Half Ticket (1962). The music of Ankhon Mein Tum Happy track is composed by Salil Chowdhury while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Aankhon mein tum
Aankhon men tum dil mein tum ho
Tumhaari marzi maano ke na
Maano are maano ke na maano
Oo oo kab se ye dil dil tumhaaraa
Ye raaz e dil tum jaano ke na
Jaano are jaano ke na jaano

bharatlyrics.com

O.. O o o dil ko teri hi aarzoo
Dil ko teri hi aarzoo
Dil ke shishe mein tu hi tu
Teri aarzoo dil mein hai
Tu aa re eaa papapapa
Hai teri aarzoo dil mein hai
Tu main na rahaa main tu nahin tu
Ulfat kar gai mantar chhooaun
Aankhon men tum dil mein tum ho
Tumhaari marzi maano ke na
Maano are maano ke na maano
Oo oo kab se ye dil dil tumhaaraa
Ye raaz e dil tum jaano ke na
Jaano are jaano ke na jaano

O.. O o o yun samajh
Lo hai tumse pyaar
Yun samajh lo hai tumse pyaar
Ab to khush ho jaan e bahaar
Tum se hai pyaar jaan e bahaar
Tum se hai pyaar jaan e bahaar
Tum pe ye dil kar diyaa nisaar
Milte milte mil gaye paar ho  aa aa aa
Aankhon men tum dil mein tum ho
Tumhaari marzi maano ke na
Maano are maano ke na maano
Gi hi hi hi kab se ye dil dil tumhaaraa
Ye raaz e dil tum jaano ke na
Jaano are jaano ke na jaano

Ho.. Ho ho ho ham
Zamaane se bekhabar
Ham zamaane se bekhabar
Ham kahaan dil gayaa kidhar
Kise hai khabar dil hai kidhar
Haay haay yaa ee o
Kise hai khabar dil hai
Kidhar ulfat kaa lo dekho asar
Ham aangan mein
Dil chhat par r raaun
Aankhon men tum dil mein tum ho
Tumhaari marzi maano ke na
Maano are maano ke na maano
Kab se ye dil dil tumhaaraa
Ye raaz e dil tum jaano ke na
Jaano are jaano ke na jaano.

Ankhon Mein Tum Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download