Chand Raat Tum Ho Lyrics - Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Chand Raat Tum Ho lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar from Half Ticket (1962). The music of Chand Raat Tum Ho Love track is composed by Salil Chowdhury while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

bharatlyrics.com

Chand raat tum ho saath kya karen
Aji ab yeh dil machal machal gaya
Chand raat tum ho saath kya karen
Aji ab yeh dil machal machal gaya
Dil ka aitabaar kya kya karoge
Ji kal jo yeh badal bdal gaya
Dil ka aitabaar kya kya karoge
Ji kal jo yeh badal bdal gaya

Chand raat tum ho saath kya karen
Aji ab yeh dil machal machal gaya
Chand raat tum ho saath kya karen
Aji ab yeh dil machal machal gaya
Dil ka aitabaar kya kya karoge
Ji kal jo yeh badal bdal gaya
Dil ka aitabaar kya kya karoge
Ji kal jo yeh badal bdal gaya

Julmi nagar kaise nidar dil churaliya
Jaane kis ajab se desh mein bula liya
Julmi nagar kaise nidar dil churaliya
Jaane kis ajab se desh mein bula liya
Yeh bhi koi dil hai kya jahan
Mauka mila phisal phisal gaya
Chand raat tum ho saath kya karen
Aji ab yeh dil machal machal gaya

Dil ka aitabaar kya kya karoge
Ji kal jo yeh badal bdal gaya
Suniya zara maine kaha mat sataiye
Apne aap apni raah laut jaaiye
Suniya zara maine kaha mat sataiye
Apne aap apni raah laut jaaiye
Yeh woh raahen nahi jispe chalke
Koi sambhal sambhal gaya
Chand raat tum ho saath kya karen
Aji ab yeh dil machal machal gaya
Dil ka aitabaar kya kya karoge
Ji kal jo yeh badal bdal gaya

Behke kadam ab to sanam baah thaam lo
Apni nazar apni nigaahon se kaam lo
Behke kadam ab to sanam baah thaam lo
Apni nazar apni nigaahon se kaam lo
Aapka kya gaya phool sa dil
Mera kuchal kuchal gaya
Chand raat tum ho saath kya karen
Aji ab yeh dil machal machal gaya
Dil ka aitabaar kya kya karoge
Ji kal jo yeh badal bdal gaya.

Chand Raat Tum Ho Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download