Apna Bana Na Hai Lyrics - Anuradha Paudwal, Udit Narayan

Apna Bana Na Hai lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Udit Narayan from Rishtey (2002). Apna Bana Na Hai Love soundtrack was composed by Darshan Rathod, Sanjeev Rathod with lyrics written by Abbas Katak.

Apna banana hai
Tujhe seene se lagana hai
Aake teri baahon mein
Mujhe mar jaana hai
Apna banana hai
Tujhe seene se lagana hai
Aake teri baahon mein
Mujhe mar jaana hai
Apna banana hai
Tujhe seene se lagana hai

Jab jab main dekho tera chehra o mere yaar
Badhta hai dil mein mere saajan tera pyaar
Tune mohabbat se mera dil bhar diya
Apna banane wale tera shukriya
Dil mera kehta hai sun mere piya
Pyaar ke rishte ko milke nibhana hai
Aray aapna banana hai
Tujhe seene se lagana hai
Aake teri baahon mein
Mujhe mar jaana hai
Apna banana hai
Tujhe seene se lagana hai

bharatlyrics.com

Chahat mein teri dil yeh mera kho gaya
Samjha tha apna par yeh tera ho gaya
Yaara mohabbat ki anokhi reet hai
Jo dil ko haare baas usi ki jeet hai
Tu hi mera pyaar hai tu meet hai
Aashiqui mein hum ko sanam
Had se guzar jana hai
Apna banana hai

Tujhe seene se lagana hai
Aake teri baahon mein
Mujhe mar jaana hai
Aray apna banana hai
Tujhe seene se lagana hai
Aake teri baahon mein
Mujhe mar jaana hai
Apna banana hai
Tujhe seene se lagana hai.

Apna Bana Na Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download