Apna Ghar Aur Apni Kahani Lyrics - Lata Mangeshkar

Apna Ghar Aur Apni Kahani lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Apna Ghar Apni Kahani (1968). Apna Ghar Aur Apni Kahani Playful soundtrack was composed by Datta Naik with lyrics written by Qamar Jalalabadi.

Aaj kehti hai kisi ki
Zindagi rote hue
Mang suni ho gayi
Sindur ke hote hue

Apna ghar aur apni kahani
Kya samjhe duniya deewani
Apna ghar aur apni kahani
Kya samjhe duniya deewani
Apna ghar aur apni kahani

Manzile ko pa kar lautaye
Rahi ki hai itni kahani
Manzile ko pa kar lautaye
Rahi ki hai itni kahani
Kya samjhe duniya deewani
Apna ghar aur apni kahani
Kya samjhe duniya deewani
Apna ghar aur apni kahani

Jiske liye jina sikha tha
Us bairi ne kadar na jani
Jiske liye jina sikha tha
Us bairi ne kadar na jani
Kya samjhe dunia deewani
Apna ghar aur apni kahani
Kya samjhe dunia deewani
Apna ghar aur apni kahani

bharatlyrics.com

Unki nishani god mein lekar
Kahe na saku ise unki nishani
Unki nishani god mein lekar
Kahe na saku ise unki nishani
Kya samjhe duniya deewani
Apna ghar aur apni kahani
Kya samjhe duniya deewani
Apna ghar aur apni kahani.

Apna Ghar Aur Apni Kahani Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *