Apna Jinhen Banaya Lyrics - Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Apna Jinhen Banaya lyrics, the song is sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) from Naatak (1947). The music of Apna Jinhen Banaya Happy track is composed by Naushad Ali while the lyrics are penned by Khumar Barabankvi.

Apna jinhen banaya
Thukra ke wo sidhare
Thukra ke wo sidhare
Thukra ke wo sidhare
Tute na is tarah se
Dushman ke bhi sahare
Dushman ke bhi sahare
Dushman ke bhi sahare

bharatlyrics.com

Dil ki har ek dhadkan
Fariyad ho gayi hai
Aabad thi jo duniya
Barbad ho gayi hai
Dar dar bhatak rahe hai
Hum ranjo gham ke mare
Hum ranjo gham ke mare
Hum ranjo gham ke mare
Aankhe kaha se laye
Ye dekhne ko haye
Koi kisi ko khoye
Koi kisi ko paye
Has kar koi gujare
Ro kar koi gujare
Ro kar koi gujare
Ro kar koi gujare

Bigde na yu mukaddar
Badle na yu jamana
Apne liye tapas hai
Apna hi aashiyana
Hai aaj wo paraye
Kal tak jo the hamare
Kal tak jo the hamare
Kal tak jo the hamare.

Apna Jinhen Banaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Apna Jinhen Banaya is from the Naatak (1947).

The song Apna Jinhen Banaya was sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya).

The music for Apna Jinhen Banaya was composed by Naushad Ali.

The lyrics for Apna Jinhen Banaya were written by Khumar Barabankvi.

The music director for Apna Jinhen Banaya is Naushad Ali.

The song Apna Jinhen Banaya was released under the Saregama.

The genre of the song Apna Jinhen Banaya is Happy.