Apne Kiye Pe Aaj Lyrics - Mohammed Aziz

Apne Kiye Pe Aaj lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz from Apradhi (1992). The music of Apne Kiye Pe Aaj Motivational track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by .

Jai jai ram karishan hare
Jai jai ram karishan hare
Jai jai ram karishan hare
Jai jai ram karishan hare

bharatlyrics.com

Apne kiye pe o bhagwan main
Aaj bahut pachtaya
Papo ki ghathri sar pe uthaye
Tere dawar pe aaya
Apne kiye pe o bhagwan main
Aaj bahut pachtaya
Papo ki ghathri sar pe uthaye
Tere dawar pe aaya
Apne kiye pe o bhagwan

Kiya nahin kiya ho nahin sakta
Kiya nahin kiya ho nahin sakta
Kon jatan kiya jaye
Chala gaya jo samay
Laut kar vapis kaise aaye
Main kitna bebas hoon bas mein
Kuch bhi kar na paya
Papo ki ghathri sar pe uthaye
Tere dawar pe aaya
Jai jai ram karishan hare
Jai jai ram karishan hare
Jai jai ram karishan hare

Jee chahe main ro ro ke
Ye man ki aag bhujau
Jee chahe main ro ro ke
Ye man ki aag bhujau
Itna rone ko main
Itne aansoo kaha se laau
Apne jaal aap fasa main
Kaisa dhokha khaya
Papo ki ghathri sar pe uthaye
Tere dawar pe aaya
Apne kiye pe o bhagwan main
Aaj bahut pachtaya
Papo ki ghathri sar pe uthaye
Tere dawar pe aaya
Jai jai ram karishan hare
Jai jai ram karishan hare
Jai jai ram karishan hare
Jai jai ram karishan hare
Jai jai ram karishan hare
Jai jai ram karishan hare.

Apne Kiye Pe Aaj Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download