Apni Apni Seemaon Ka Lyrics - Ghanshyam Vaswani

Apni Apni Seemaon Ka lyrics, the song is sung by Ghanshyam Vaswani from Talaash (2014). The music of Apni Apni Seemaon Ka Ghazal track is composed by Ghanshyam Vaswani while the lyrics are penned by .

Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai
Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai
Utana hi duniya ko samjha
Utana hi duniya ko samjha
Jitna khud ko jaana hai
Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai

bharatlyrics.com

Apne aap se pyaar hai jisko
Pyaari hai har sheh usko
Apne aap se pyaar hai jisko
Pyaari hai har sheh usko
Itani baat hai sacha hai baaki
Itani baat hai sacha hai baaki
Jo kuchh hai afasana hai
Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai

Roz naya dard roaz nayi shab
Bit gaya so bit gaya
Roz naya dard roaz nayi shab
Bit gaya so bit gaya
Roz naya kuchh khone ko hai
Roz naya kuchh pana hai
Roz naya kuchh khone ko hai
Roz naya kuchh pana hai
Utana hi duniya ko samjha
Utana hi duniya ko samjha
Jitna khud ko jaana hai
Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai

Paida hona paida hokar marne tak jeete rehna
Paida hona paida hokar marne tak jeete rehna
Ek kahani hai jo sabko
Ek kahani hai jo sabko alag alag dohrana hai
Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai.

Apni Apni Seemaon Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply