Apni Dhun lyrics, the song is sung by Krishnan Nair Shantakumari Chitra (K.S. Chitra) from Andaaz (2009). The music of Apni Dhun Ghazal track is composed by Ramesh Narayanan while the lyrics are penned by Zameer Kazmi.
Apni dhun mein rehta hoon
Main bhi tere jaisa hoon
Apni dhun mein rehta hoon
Main bhi tere jaisa hoon
O pichhali rut ke saathi
O pichhali rut ke saathi
Ab ki baras main tanhaa hoon
Apni dhun mein rehta hoon
Main bhi tere jaisa hoon
bharatlyrics.com
Teri gali mein saara din
Teri gali mein saara din
Dukh ki kankar chunta hoon
Mera diya jalaye ho
Main tera khali kamra hoon
Apni dhun mein rehta hoon
Main bhi tere jaisa hoon
Apni leher hain apna rog
Apni leher hain apna rog
Teri aahon aur pyaasa hoon
Aati rut mujhe royegi
Jaati rut ka jhonka hoon
Apni dhun mein rehta hoon
Main bhi tere jaisa hoon
O pichhali rut ke saathi
O pichhali rut ke saathi
Ab ki baras main tanhaa hoon
Apni dhun mein rehta hoon
Main bhi tere jaisa hoon
Main bhi tere jaisa hoon
Main bhi tere jaisa hoon.