PAWAN KARTIK MAHINA LYRICS: The song is sung by Anudeep Dev from Hindi film Irumudi, directed by Shiva Nirvana. The film stars Ravi Teja, Priya Bhavani Shankar and Sai Kumar in the lead role. The music of "Pawan Kartik Mahina" song is composed by G. V. Prakash Kumar, while the lyrics are penned by Sumitaa Ganguly.
Pawan Kartik Mahina Lyrics
Hai pawan kartik mahina swami
Nahao thende pani se swami
Soun main jamin par hi swami
Par koi shikwan nahi hai swami
Chhodkar main bure karmon ko
Aaya tere paas
Jodke apne haathon ko
Aaya leke aas
Naam diya tune apna
Bana diya mujhe ayyappa
Ansh tuhi hai mera
Tune mujhse kaha
Tune har bair mitaya
Har diwar tod diya
Vastra kale pahnaye
Ahankar maine chhoda
Nahi hai ye jang duniya se
Hai ek pranay ye mangal diksha
Kar saaf maine apne mann ko
Tu burai mita
bharatlyrics.com
Nahi hai ye jang duniya se
Hai ek pranay ye mandal diksha
Kar saaf maine apne mann ko
Tu burai mita
Swachh nadi ki tarah
Bhakti mein behta raha
Mann mein tera naam leke
Maun raag main to gungunaun
Hai pawan kartik mahina swami
Nahao thende pani se swami
Soun main jamin par hi swami
Par koi shikwan nahi hai swami
Chhodkar main bure karmon ko
Aaya tere paas
Jodke apne haathon ko
Aaya leke aas
Naam diya tune apna
Bana diya mujhe ayyappa
Ansh tuhi hai mera
Tune mujhse kaha
Tune har bair mitaya
Har diwar tod diya
Vastra kale pahnaye
Ahankar maine chhoda
Nahi hai ye jang duniya se
Hai ek pranay ye mangal diksha
Kar saaf maine apne man ko
Tu burai mita
Nahi hai ye jang duniya se
Hai ek pranay ye mandal diksha
Kar saaf maine apne mann ko
Tu burai mita
Swachh nadi ki tarah
Bhakti mein behta raha
Mann mein tera naam leke
Maun raag main to gungunaun
Swami saranam ayyapp sharanam
Swami saranam ayyapp sharanam
Swami saranam ayyapp sharanam
Swami saranam ayyapp sharanam
Swami saranam ayyapp sharanam
Swami saranam ayyapp sharanam
Swami saranam ayyapp sharanam
